Ek Neta Ka Junoon
Usne use pehli baar dekha… aur bas dekhta reh gaya.
Ek aam si ladki, jo uske liye us pal aam nahi rahi.
Woh sirf uska naam jaanna chahta tha, phir uske baare mein sab kuch jaanna chahta tha. Aur pata hi nahi chala kab ek nazar junoon ban gayi.
Uski nazron mein woh ladki ek khwahish thi… aur khwahish ko paana uski aadat.
Write a comment ...